Saturday, March 24, 2012

pankhay ki ruki nabz chalaane kay liye aa

pankhay ki ruki nabz chalaane kay liye aa

kamre ka bujha balb jalaane kay liye aa

tamheed-e-judaai hai agarchay tera milna

"aa phir se mujhe choR kay jaane kay liye aa"

Anwar Masood

No comments:

Post a Comment