Saturday, March 24, 2012

kal jo hua hai daf'aatan us se mera mukaalma

kal jo hua hai daf'aatan us se mera mukaalma

khoobi-e-ikhtisaar ka tajruba kuch "unique" hai

main ne kaha ke "Bazm-e-Naaz" us ne kaha ke "Kya kaha"

main ne kaha ke "Kuch nahin" us ne kaha ke "Theek hai"

No comments:

Post a Comment